54-
Maa mujhe kyun sataa rahei yaadei
Maa mujhe kyun rulaa rahei yaadei
Loatt ke kaash waaq aajaye
Kitna tadhpaa rahi tery yaadei
Ashq rukte nahi hei aaj mere
Aankh saawan banaa rahi yadei
Mujh ko malum he, tu nahi he yahaan
Phir bhi tujhko bulaa rahi yaadei
Choor mujh ko tu, aesi dess gaai
loot ke tu nahi aayei, dil se na
jayei yadei
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment