74-
mere raab sab ko namaazi karde,
har ek bande ko, tu haaji karde,
mangi he aaj mere dil ne duwaa,
har ensaan ke dil mei, ensaniyat bharde,
koi bhi gerr na, naa chotaa, naa badha,
har ek sooch mei, bas ye bharde,
karle ( bibbo ) ki dua tu ye qabool,
bas mere rab tu ye ahsaan karde,,,,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment