85-
mene dali jahaa jaha bhi nazar,
uskaa jalwaa hi mujh ko ayaa nazar,
phool kaliyaa.n banaa ke rab ne mere,
usne bhawre ko dediyaa kyaa hunar,
sari duniyaa mei us kaa jalwaa he,
chand taro mei, bhool kaliyo mei,
phir bhi ham sab nahi samjhte
hei,
rab ne ham ko diye
kesa 2 hain hunar,
toobah kar-lo sabhi gunaahoo.n
ki,
maaf kartaa he, us
mei ye he hunar,
Ik chinty
banai rab ne,,, or ik hatthi,
dedi hatthi ki door, chinti ko,
mere
raab kaa ye jahaa niraali he,
us mei kya
2 Hei kese-kese bhawaar,
seep ... mooty bnaa ke rab ne
mere,
kiyaa isharaa
phir bhi hei ku hum bekhabar,
written by hameeda ameer

No comments:
Post a Comment